महाकाल उज्जैन के राजा | Mahakaal Ujjain Ke Raja Lyrics in Hindi |
Mahakaal Ujjain Ke Raja Lyrics in Hindi, sung by Amit Brijvasi. This Hindi song is written by Raj Anari. It is a devotional song available on T-Series Bhakti Sagar YouTube channel.
Mahakaal Ujjain Ke Raja Song Details
| 🎵 Song Title | Mahakaal Ujjain Ke Raja |
| 🎤 Singer | Amit Brijvasi |
| ✍️ Lyrics By | Raj Anari |
| 🌐 Language | Hindi |
| 📢 Category | Shiv Bhajan |
| 📅 Release Date | 20.08.2025 |
▶ See the music video of Mahakaal Ujjain Ke Raja on T-Series Bhakti Sagar YouTube channel for your reference and song details.
बम बम बम बम,
ओम नमः शिवाय।।
महाकाल उज्जैन के राजा,
शंकर त्रिपुरारी,
महाकाल उज्जैन के राजा,
शंकर त्रिपुरारी,
नंदी सजा के,
डमरू बजा के,
आओ भंडारी,
अघोरी तुम्हें बुलाते हैं,
तुम्हारा ध्यान लगाते हैं।।1।।
भूत-प्रेत को संग में लाना,
काली मां को भूल न जाना,
पलकें बिछाए देख रहे हैं,
राह तुम्हारी,
नंदी सजा के,
डमरू बजा के,
आओ भंडारी,
अघोरी तुम्हें बुलाते हैं,
तुम्हारा ध्यान लगाते हैं।।2।।
एक झलक दिखला जा भोले,
आकर भोग लगा जा भोले,
तेरे भोग की,
हमने की है पूरी तैयारी,
नंदी सजा के,
डमरू बजा के,
आओ भंडारी,
अघोरी तुम्हें बुलाते हैं,
तुम्हारा ध्यान लगाते हैं।।3।।
गंगा जल गंगा से लाए,
बेल पत्र बागों से मंगाए,
आज तेरा अभिषेक करेंगे,
हम बारी-बारी,
नंदी सजा के,
डमरू बजा के,
आओ भंडारी,
अघोरी तुम्हें बुलाते हैं,
तुम्हारा ध्यान लगाते हैं।।4।।
व्याकुल हो रहे नैन हमारे,
रसना तेरा नाम पुकारे,
शीश झुकाए अमित खड़ा है,
भोले के द्वारे,
नंदी सजा के,
डमरू बजा के,
आओ भंडारी,
अघोरी तुम्हें बुलाते हैं,
तुम्हारा ध्यान लगाते हैं।।5।।
Bam bam bam bam,
Om Namah Shivay।।
Mahakaal Ujjain ke Raja,
Shankar Tripurari,
Mahakaal Ujjain ke Raja,
Shankar Tripurari,
Nandi saja ke,
Damru baja ke,
Aao Bhandari,
Aghori tumhe bulate hain,
Tumhara dhyaan lagate hain।।1।।
Bhoot-pret ko sang me lana,
Kali maa ko bhool na jana,
Palke bichaaye dekh rahe hain,
Raah tumhari,
Nandi saja ke,
Damru baja ke,
Aao Bhandari,
Aghori tumhe bulate hain,
Tumhara dhyaan lagate hain।।2।।
Ek jhalak dikha ja Bhole,
Aakar bhog laga ja Bhole,
Tere bhog ki,
Humne ki hai poori taiyaari,
Nandi saja ke,
Damru baja ke,
Aao Bhandari,
Aghori tumhe bulate hain,
Tumhara dhyaan lagate hain।।3।।
Ganga jal Ganga se laaye,
Bel patra baagon se mangaaye,
Aaj tera abhishek karenge,
Hum baari-baari,
Nandi saja ke,
Damru baja ke,
Aao Bhandari,
Aghori tumhe bulate hain,
Tumhara dhyaan lagate hain।।4।।
Vyakul ho rahe nain hamare,
Rasna tera naam pukare,
Sheesh jhukaaye Amit khada hai,
Bhole ke dware,
Nandi saja ke,
Damru baja ke,
Aao Bhandari,
Aghori tumhe bulate hain,
Tumhara dhyaan lagate hain।।5।।







